Dil Ne Phir Yaad Kiya Bewafa Laut Bhi Aa
MS

Dil Ne Phir Yaad Kiya Bewafa Laut Bhi Aa 歌詞

ジャンルInstrumental
時間4:30
原文言語MS
閲覧数1.4K
Aa表示設定
文字サイズ 18

原文歌詞

MS
翻訳はまだありません。原文を表示しています。
dil ne phir yaad kiya bewafa laut bhi aa - 2 bewafa laut bhi aa - 2 dil ne phir yaad kiya bewafa laut bhi aa dil mein phir huuk utthi dil ka phir khoon hua dil ne phir yaad kiya bewafa laut bhi aa maine ek khwaab sa dekha tha jo poora na hua mujhko duniya se shikayat hain na kismat se gila aasra deke mohabbat ne mujhe luut liya - 2 bewafa laut bhi aa dil ne phir yaad kiya bewafa laut bhi aa haai kya jal gaya seene se jo uthta hain dhuan darr hain iss aag mein jal jaaye na ulfat ka nasha roothne wale mohabbat ko musibat na bana - 2 bewafa laut bhi aa dil ne phir yaad kiya bewafa laut bhi aa dil mein phir huuk utthi dil ka phir khoon hua - 2 dil ne phir yaad kiya bewafa laut bhi aa bewafa laut bhi aa

Lata Mangeshkar の他の曲

Lata Mangeshkar →

関連歌詞