Haay Chhore Ki Jaat Badi Bewafa
UZ

Haay Chhore Ki Jaat Badi Bewafa 歌詞

ジャンルInstrumental
時間3:12
原文言語UZ
閲覧数472
Aa表示設定
文字サイズ 18

原文歌詞

UZ
翻訳はまだありません。原文を表示しています。
haay chhore ki jaat badi bewafa bewafa se koyi dil lagaaye na ho bewafa se koyi dil lagaaye na haay chhori ki jaat badi bewafa luut le dil najariya milaaye na ho luut le dil najariya milaaye na (ho jaanuun main bhed haay sab tere ji ka ho sab tere ji ka) - 2 tujhase jo pyaar kare na ho usi ka puuchho na haal mere dil ki lagi ka ho puuchho na haal mere dil ki lagi ka duniya mein tere siva main na kisi ka aise zaalim se prit kare koyi kya prit karake jo muurakh nibhaaye na haay chhori ki jaat badi bewafa luut le dil najariya milaaye na (ho ulfat ki aag lagi dil ko jalaane ho dil ko jalaane) - 2 dil par jo bit rahi tu hi na jaane jaao ji jaao karo na ye bahaane - 2 main bhi na maanuun mera dil bhi na maane aankhon-aankhon mein tuune liya dil mera saaf kah do ke dil hamako bhaaye ne o saaf kah do ke dil hamako bhaaye ne haay chhore ki jaat badi bewafa bewafa se koyi dil lagaaye na ho bewafa se koyi dil lagaaye na

Lata Mangeshkar の他の曲

Lata Mangeshkar →

関連歌詞