Lag Jaa Gale
ヒンディー語

Lag Jaa Gale 歌詞

ジャンルInstrumental
時間3:32
原文言語ヒンディー語
閲覧数828
Aa表示設定
文字サイズ 18

原文歌詞

HI
翻訳はまだありません。原文を表示しています。
lag ja gale ki phir ye hasin raat ho na ho shayad phir is janam mein mulakat ho na ho lag jaa gale se hum ko mili hai aaj ye ghadiya naseeb se je bhar ke dekh leejiye hamako kareeb se phir apke naseeb mein ye raat ho na ho phir is janaam mein mulakat ho na ho lag ja gale ki phir ye hasin raat ho na ho pas aiye ki ham nahin ayenge baar baar bahen gale mein daal ke ham ro le zaar-zaar ankhoon se phir ye pyaar ki barsaat ho na ho shayad phir is janam mein mulakat ho na ho lag ja gale ki phir ye hasin raat ho na ho shayad phir is janam mein mulakat ho na ho lag jaa gale se

Lata Mangeshkar の他の曲

Lata Mangeshkar →

関連歌詞