Maine Tere Liye Hi
SQ

Maine Tere Liye Hi 歌詞

ジャンルInstrumental
時間3:12
原文言語SQ
閲覧数848
Aa表示設定
文字サイズ 18

原文歌詞

SQ
翻訳はまだありません。原文を表示しています。
Maine tere liye hi saat rang ke sapne chune, Sapne, surile sapne, Kuch hansee ke, kuch gum ke, Teri ankhon ke saye churaye rasili yaadon ne, Maine tere liye hi saat rang ke... Choti baaten, Choti choti baaton ki hai yaadein bani, Bhoole nahin bithi hui ek choti ghadi, Janam janam se, aankhen bichaaye, tere liye in rahon mein, Maine tere liye ... Bhole bhale, Bhole bhale dil ko behlate rahe, Tanhai mein tere khayalon ko sajate rahe, Kabhi kabhi tho, aavaaz dekar, mujhko jagaya khabon ne, Maine tere liye ... Roothi raatein, Roothi hui raaton ko jagaya kabhi, Tere liye bithi subah ko bulaya kabhi, Tere bina bhi, tere liye hi, diye jalaye raaton mein, Maine tere liye ...

Lata Mangeshkar の他の曲

Lata Mangeshkar →

関連歌詞