Mere Taqdeer Ke Maalik
EO

Mere Taqdeer Ke Maalik 歌詞

ジャンルInstrumental
時間3:08
原文言語EO
閲覧数733
Aa表示設定
文字サイズ 18

原文歌詞

EO
翻訳はまだありません。原文を表示しています。
kaha pe leke aai hai kaha majbooriyan meri zubaan khamosh aankhein keh rahi hai dastaan meri meri taqdeer ke maalik mera kutch faisla kar de bura chahe bura kar de bhala chahe bhala kar de meri taqdeer ke maalik mujhe itna bata de main kaha jaaun kidhar jaaun kahi jaane se achha hai tere kadmon mein marr jaaun sahara de nahi sakta toh phir beaasara kar de meri taqdeer ke maalik nahi duniya mein mera dusra koi thikana hain mujhe toh bas yahi apna muqaddar azamana hain liya hain dil toh meri jaan bhi tann se juda kar de meri taqdeer ke maalik mujhe barbaad karne mein jo hota ho bhala tera bujha de apne haathon se charaage zindagi mera nahi koi gila tujhse agar chahe fanaah kar de meri taqdeer ke maalik

Lata Mangeshkar の他の曲

Lata Mangeshkar →

関連歌詞