Meri Jaan Kuchh Bhi Kijeye
英語

Meri Jaan Kuchh Bhi Kijeye 歌詞

ジャンルInstrumental
時間0:52
原文言語英語
閲覧数682
Aa表示設定
文字サイズ 18

原文歌詞

EN
翻訳はまだありません。原文を表示しています。
Meri Jaan Kuchh Bhi Kijeye Chahe Jaan Meri Lijiye Par Dil Humhi Ko Dijiye Kabhi Yaad Hamen Bhi Kijiye Kabhi Naam Hamara Lijeye Sapnon Mein Aaya Kijiye Kabhi To Humse Karlo Do Baaten Pyara Mukhada Modke Tum Kaho To Dharti Pe La Doon Chand Tare Todke Par Yeh Vada Humse Kar Lo Jaaoge Na Chhodke Meri Jaan Kuchh Bhi ... Yaad Teri Aakar Tadpaye To Koi Kya Kare Tera Daman Na Haath Mein Aaye To Koi Kya Kare Chand Mein Bhi Daag Lag Jaye To Koi Kya Kare Meri Jaan Kuchh Bhi ... Dil Kisiko Ek Din To Dogi Kyon Hamen Deti Nahin Paas Aakar Yeh To Bata Kya Hum Bure Hain Oh Haseen Chaudhavi Ka Chand Ho Tum Hum Bhi Tumse Kam Nahin Meri Jaan Kuchh Bhi ...

Lata Mangeshkar の他の曲

Lata Mangeshkar →

関連歌詞