Aajkal Tere Mere Pyar Ke Charche
MS

Aajkal Tere Mere Pyar Ke Charche 歌詞

ジャンルWorld Music
時間5:19
原文言語MS
閲覧数412
Aa表示設定
文字サイズ 18

原文歌詞

MS
翻訳はまだありません。原文を表示しています。
Aajkal tere mere pyar ke charche har zubaan par Sab ko maloom hai aur sabko khabar ho gayi Humne to pyar mein aisa kaam kar liya Pyar ki raah mein apna naam kar liya Aajkal tere mere....... Do badan ek dil ek jaan ho gaye Manzilen ek hui humsafar ban gaye Aajkal tere mere....... Kyon bhala hum daren dil ke malik hain hum Har janam mein tujhe apna mana sanam Aajkal tere mere pyar ke charche har zubaan par Sab ko maloom hai aur sabko khabar ho gayi

Mohammed Rafi の他の曲

Mohammed Rafi →

関連歌詞