Kahin Aisa Na Ho Tun
ET

Kahin Aisa Na Ho Tun 歌詞

ジャンルWorld Music
時間4:15
原文言語ET
閲覧数379
Aa表示設定
文字サイズ 18

原文歌詞

ET
翻訳はまだありません。原文を表示しています。
Kahin Aisa Na Ho Tum, Ajnabi Raahon Mein Khojaavo, Mere Saathi Meri, Awaaz Ke Piche Chale Aavo... Chale Aavo... Chale Aavoo... Pareshan Zindagi Ko, Afatab, Sahil Nazar Aaye, Mujeh Phir Pyaar Ki Khoyi Huvi, Manzil Nazar Aaye, Hawavon Mein Zara Tum, Reshmi, Aanchal Ko Leheraavo.. Mere Saathi Meri, Awaaz Ke Piche Chale Aavoo.. Na Jaane Kitni Baar Aaye, Gaya Mausam Bahaaron Ka, Magar Ab Tak Nahin Badala Mukadar Beqararon Kaa, Sabhi Gam Door Ho Jaayen, Jo Tum Ikbaar Mil Jaavo, Mere Saathi Meri, Awaaz Ke Piche Chale Aavo.. Kahin Aisa Na Ho Tum, Ajnabi Raahon Mein Khojaavo, Mere Saathi Meri, Awaaz Ke Piche Chale Aavo... Chale Aavo... Chale Aavoo...

Mohammed Rafi の他の曲

Mohammed Rafi →

関連歌詞