Dooniya Ki Sair Kar Lo
トルコ語

Dooniya Ki Sair Kar Lo 歌詞

ジャンルClassico
時間6:18
原文言語トルコ語
閲覧数207
Aa表示設定
文字サイズ 18

原文歌詞

TR
翻訳はまだありません。原文を表示しています。
Dooniya ki sair kar lo insan ke dost banakar insan se pyar karlo dooniya ki sair kar lo around the world in eight dollars los angeles, bhadakila jahan hollywood hai rangila dekho disneyland me akar pariyo kaa desh dharati par los angeles, bhadakila jahan hollywood hai rangila dooniya ki sair kar lo insan ke dost banakar insan se pyar karlo ham aman chahanewale ham pyar pe marnewale ik bat kahenge sabse nafrat ko mita jag se insan ke hath kaa tona mitti ko banaya sona yeh washingto, alabela, new york shehar kaa mela dooniya ki sair kar lo insan ke dost banakar insan se pyar karlo london ki daud divani paris ki sham mastani kudrat ke khel nirale jara dekhale dekhane vale berlin kaa badalata chehara aur rome kaa rang sunehara venice me navo ki sairen, yeh git gati huyi lehren dooniya ki sair kar lo insan ke dost banakar insan se pyar karlo

Mukesh の他の曲

Mukesh →

関連歌詞