Patli Kamar Hai
インドネシア語

Patli Kamar Hai 歌詞

ジャンルClassico
時間4:41
原文言語インドネシア語
閲覧数256
Aa表示設定
文字サイズ 18

原文歌詞

ID
翻訳はまだありません。原文を表示しています。
Patli kamar hai tirchhi nazar hai Khilen phool si teri jawani Koi bata de kaha kasar hain Aaja mere manchaahe baalam Aaja tera aankhon mein ghar hain Main chanchal madmast pawan hu Jhoom jhoom har kali ko chumu Bichhad gayi main ghayal hirni Toofan dhundu ban ban ghoomu Meri zindagi mast safar hain Patli kamar hai tirchhi nazar hai Aaja mere manchaahe baalam Aaja tera aankhon mein ghar hain Tum bin naina ki barsaatein Rok na paaun laakh manaau Main behte dariya ka paani Khel kinaaron se badh jaaun Bandh na paaun Naya nagar ek nayi dagar hain Patli kamar hai tirchhi nazar hai Aaja mere manchaahe baalam Aaja tera aankhon mein ghar hain Patli kamar hai tirchhi nazar hai

Mukesh の他の曲

Mukesh →

関連歌詞