Pyaar Kaa Fasaana Bana Le Dil Divaana
EO

Pyaar Kaa Fasaana Bana Le Dil Divaana 歌詞

ジャンルClassico
時間3:33
原文言語EO
閲覧数141
Aa表示設定
文字サイズ 18

原文歌詞

EO
翻訳はまだありません。原文を表示しています。
pyaar kaa fasaana bana le dil divaana kuchh tum kaho kuchh ham kahe pyaar kaa fasaana aisa na ho baago se bahaar chalee jaaye kalee kalee ho ke bekarar chalee jaaye aisee rut bina kie pyaar chalee jaaye isiliye toh kaha hai, pyaar kaa fasaana chhotee see hai aaj kee hamaaree mulaakat han han yeh na ho kee jee me rah jaaye jee kee baat jaane phir kab koyee dekhe hame saath isiliye toh kaha hai, pyaar kaa fasaana

Mukesh の他の曲

Mukesh →

関連歌詞