Meri Aashiqui (feat. Arijit Singh)
ヒンディー語

Meri Aashiqui (feat. Arijit Singh) 歌詞

ジャンルPop
時間4:29
原文言語ヒンディー語
閲覧数264
Aa表示設定
文字サイズ 18

原文歌詞

HI
翻訳はまだありません。原文を表示しています。
tu mujhe chod jaaye ye nahin ho sakta saathiya meri baaton mein tera zikr sadaa meri yaad mein teri fikra sadaa main jo bhi hun tum hi toh ho mujhe tum se mili apni adaa kyun ki tum hi ho ab tum hi ho zindagi ab tum hi ho chain bhi, mera dard bhi meri aashiqui ab tum hi ho tum hi ho, tum hi ho arz bhi mera marz bhi chain bhi mera dard bhi meri aashiqui ab tum hi ho tere liye hi jiyaa main khudko jo yun de diya hai teri wafa ne mujhko sambhala saare ghamon ko dil se nikala main jo mit bhi gaya to wajood mera sadaa tujhme rahe zinda kyun ki tum hi ho ab tum hi ho zindagi ab tum hi ho chain bhi, mera dard bhi meri aashiqui ab tum hi ho tum hi ho, tum hi ho zindagi ab tum hi ho chain bhi mera dard bhi meri aashiqui ab tum hi ho

Palak Muchhal の他の曲

Palak Muchhal →

関連歌詞