Tinka Tinka Dil Mera
ヒンディー語

Tinka Tinka Dil Mera 歌詞

ジャンルInstrumental
時間3:04
原文言語ヒンディー語
閲覧数181
Aa表示設定
文字サイズ 18

原文歌詞

HI
翻訳はまだありません。原文を表示しています。
Tinka tinka dil mera Teri lau mein jalta hai Jaaye tu chaahe kahin Mere dil mein dhalta hai Katra katra dil mera Tere raah mein behta hai Jaaye tu chaahe kahin Mere dil mein rehta hai O wo o Teri ikk-ikk karke yaadein aati hain Meri ikk-ikk karke saansein jaati hain Yeh meri aah jo kabhi kahin nikal jaaye Maange bas ikk jhalak teri kahin toh mil jaaye Tukda tukda dil mera Tera rastaa takta hai Jaaye tu chaahe kahin Mere dil mein thamta hai Zarra zarra gham mera Tere dil mein hansta hai Jaaye tu chaahe kahin Mere dil mein basta hai

Pritam の他の曲

Pritam →

関連歌詞