Teri Baaton (Your Words)
MS

Teri Baaton (Your Words) 歌詞

ジャンルRb
時間4:03
原文言語MS
閲覧数800
Aa表示設定
文字サイズ 18

原文歌詞

MS
翻訳はまだありません。原文を表示しています。
[Bonus track] Ho... Oh... O teri ankhon mai Ikraar ki baaton mai Bhigee, bhigee raaton mai mujhko hai kho jana Nazron mai basake Palkon mai sajake Mehkee, mehkee saason se dil mai hai basana Oh... Teri baaton mai aisa uljha jiya Bethe he bethe maine dil kho diya Teri baaton mai aisa uljha jiya Bethe he bethe maine dil kho diya Payal ki rumjhum mai Geeton ki gungun mai Meethe, meethe nagmon se tuj ko hai lubhana Seedhi, saadhi baaton se Bholi, bhaali adaon se Kache, kache dhage se tumhe keech lana Oh... Teri baaton mai aisa uljha jiya Bethe he bethe maine dil kho diya Teri baaton mai aisa uljha jiya Bethe he bethe maine dil kho diya Pani ki lehron se Pavan ke jhonke se Pyasee, pyasee boondon se hai teri maang sajana Kuch tumne kaha kuch maine kaha Kuch tumne kaha kuch maine kaha Do dil mil hee gaye ek jadoo chala Ek jadoo chala Teri baaton mai aisa uljha jiya Bethe he bethe maine dil kho diya Teri baaton mai aisa uljha jiya Bethe he bethe maine dil kho diya Teri baaton mai aisa uljha jiya Bethe he bethe maine dil kho diya Teri baaton mai aisa uljha jiya Bethe he bethe maine dil kho diya Teri baaton mai aisa uljha jiya Bethe he bethe maine dil kho diya Teri baaton mai aisa uljha jiya Bethe he bethe maine dil kho diya Teri baaton mai aisa uljha jiya Bethe he bethe maine dil kho diya Teri baaton mai aisa uljha jiya Bethe he bethe maine dil kho diya

Raghav の他の曲

Raghav →

関連歌詞