Challa Chaap
ヒンディー語

Challa Chaap 歌詞

ジャンルInstrumental
時間2:05
原文言語ヒンディー語
閲覧数45
Aa表示設定
文字サイズ 18

原文歌詞

HI
翻訳はまだありません。原文を表示しています。
aadhi roti jab khaaun jab dedh karela hoon main sej pe sovan tab jaaun jab mann ka thaila hoy maari yaar ne najariya challa chaap ri chunariya maari yaar ne najariya challa chaap ri chunariya sarke haye, sarakti jaye, sarakti jaye sarke haye, sarakti jaye, sarakti jaye (challa chaap ri chunariya) tohe beech bazaar diya jiya ee udhaar saiyan ho ho ho saiyan ho kare jid bekaar, thaame jamuna ke paar baiyyan ho ho ho baiyyan ho ho aadhi pauni thodi main tere ishq mein ho gayi poori main tu chillam ka dhuaan dhuaan uspe bhang dhatoori main haye haye haye haye kiya hai hawaale maine jiya yeh salona mujhpe kiya hai kya jaadu tona kacchi kairi si umariya tere itar se gujariya mehki jaye, mehakti jaye, mehakti jaye mehki jaye, mehakti jaye, mehakti jaye aadhi roti jab khaaun jab dedh karela hoon main sej pe sovan tab jaaon jab mann ka thaila hoy maari yaar ne najariya challa chaap ri chunariya maari yaar ne najariya challa chaap ri chunariya sarke haye, sarakti jaye, sarakti jaye sarke haye, sarakti jaye, sarakti jaye challa chaap ri chunariya sarke haye, sarakti jaye

Rekha Bhardwaj の他の曲

Rekha Bhardwaj →

関連歌詞