Geet Kab Sarhadein Mante Hain
ヒンディー語

Geet Kab Sarhadein Mante Hain 歌詞

ジャンルInstrumental
時間1:15
原文言語ヒンディー語
閲覧数44
Aa表示設定
文字サイズ 18

原文歌詞

HI
翻訳はまだありません。原文を表示しています。
Hmmmm Sa ni sa Geet kab sarhadein mante hain Geet kab sarhadein mante hain Geet duniya ko ek Jaante hai Geet kab sarhadein mante hain Geet kab sarhadein mante hain Geet duniya ko ek Jaante hai Sa ni sa Geet hain ghoomte mulkon mulkon Geet hain ghoomte mulkon mulkon Inko dilwale pehchante hain Sur toh hain saans insaniyat ki Taal duniya ke dil ki hai dhadkan Sur toh hain saans insaniyat ki Taal duniya ke dil ki hai dhadkan Saaz hote nahi hain paraaye Saaz hote nahi hain paraaye Achhi aawaaz chhoti hai har mann Sa ni sa Aao barood ke shor ko hum Meethe maddham suron me dubon de Aao barood ke shor ko hum Meethe maddham suron me dubon de Jo siyasat ne zakhm bakhshe Unke sangeet marham laga de Sa ni sa

Rekha Bhardwaj の他の曲

Rekha Bhardwaj →

関連歌詞