Aarzu Thi Dil Ko Jiski
EO

Aarzu Thi Dil Ko Jiski 歌詞

ジャンルWorld Music
時間4:37
原文言語EO
閲覧数265
Aa表示設定
文字サイズ 18

原文歌詞

EO
翻訳はまだありません。原文を表示しています。
aarzu thi dil ko jiski door vo manzil nahi aaj ya to main nahi ya aaj vo qaatil nahi dushman dil ka hai jo mere suna hai aaj vo aayega aayega aaj use jaanoongi main aaj use pachaanoongi main aaj nahi bach paayega paayega chain ganvaaya bachapan mein aaj lagi hai mere tan man mein raahon mein galiyon darpan mein dhoondhuun jise har darpan mein saamane aaye to vo chehara dikhaaye to vo kab tak khud ko chhupaayega chhupaayega dushman dil ka hai jo mere ... ab ye roop dikhaaoongi main jisane mitaai meri khushi usako aaj mitaaoongi main khatare bhi jheloongi jaan se kheloongi dushman jaan se jaayega jaayega dushman dil ka hai jo mere ... kab se phirati hoon main deevaani ghar aangan se main anajaani dil pe chhaaye hain yaadon ke baadal aankhon se barase hai paani jisane ye gam diya jisane ye sitam kiya aaj bahut pachhataayega pachhataayega dushman dil ka hai jo mere ...

Sadhana Sargam の他の曲

Sadhana Sargam →

関連歌詞