Hello Hello Bol Ke
MS

Hello Hello Bol Ke 歌詞

ジャンルWorld Music
時間27:44
原文言語MS
閲覧数276
Aa表示設定
文字サイズ 18

原文歌詞

MS
翻訳はまだありません。原文を表示しています。
hello hello bol ke mere aaju baaju dol ke deewani ladaki hai ke dekhe ek teer nazaron se dekhate hi mujhe bolti hai haay hello hello bol ke mere aaju baaju dol ke deewani ho gayi main aise jaise titali koi jaise aas paas ho chura ke man mera haay hello hello bol ke ... milti hai kisi bhi bahaane chauk pe lagati hai dil ko churaane chauk pe aate jaate logo ko vo dekhati nahi gaati hai vo pyaar se taraane chauk pe dil se bataa kaise jaan jaa rahii hai aise par usko samajh nahi hai ho haay hello hello bol ke ... ladkiya hazaar hain ye ajeeb hai sabse alag hai badi cheez hai mujhpe fida hai vo dil-o-jaan se dur rah ke lagati mujhe kareeb hai vo kya mera dilruba hai raaste pe aa gaya chhaa gayaa hai mere dil pe o haay hello hello bol ke ...

Sadhana Sargam の他の曲

Sadhana Sargam →

関連歌詞