Aik Aur Love Story
TL

Aik Aur Love Story 歌詞

ジャンルPop
時間5:24
原文言語TL
閲覧数67
Aa表示設定
文字サイズ 18

原文歌詞

TL
翻訳はまだありません。原文を表示しています。
Kabhi kabhi kuch pal ruk say jatay hai, Waqt sans lenay lag ta hai, Pal ko k nechay ek film si chaltee hai, Shayad kuch or agay kiradar-o- ki ek dunya si bastee hai, Jo canvis pay rang beker nay say pehlay, Ek bar... la la la la ...mor k dektee hai, Or lot jatee hai, Issi canvis pay bantee hai ek our love story. Kahi na kahi shayad ek kitab si hai, Kuc ankahi si kuch khab si hai, Rabt totay howay par, kahani jori howi hai, Jess say waqt ki shar may kari howi, Pani per ek neshana chor day ti hai, A-si hi unkahi say bantee hai ek our love story.

Sajjad Ali の他の曲

Sajjad Ali →

関連歌詞