Jadoo
SW

Jadoo 歌詞

ジャンルPop
時間4:34
原文言語SW
閲覧数112
Aa表示設定
文字サイズ 18

原文歌詞

SW
翻訳はまだありません。原文を表示しています。
Khoon ke laal panno par jab tera naam likha tha khoon ke laal panno par jab tera naam likha tha Usi din se tujhay apna bana dalaaaaaaaaaaaaa... Ke jadoo charh gaya hai ke jadoo charh gaya hai tu mujh ko lar gaya hai meri jaanaaaaaaaa... Khoon ke laal panno par jab tera naam likha tha usi din se tujhay apna bana dalaaaaaaaaaa... Ke jadoo charh gaya hai ke jadoo charh gaya hai tu mujh ko lar gaya hai meri jaanaaaaaaaa... Woh jo dunya se darte hain aur honge nahi hoon main mout se bhi jo takraye yaad rakhna wohi hoon main Woh jo dunya se darte hain aur honge nahi hoon main mout se bhi jo takraye yaad rakhna wohi hoon main Yaad rakhna wohi hoon main abhi shayad mujhay tumne nahi jaana... Ke jadoo charh gaya hai ke jadoo charh gaya hai tu mujh ko lar gaya hai meri jaanaaaaaaaa... Khoon ke laal panno par jab tera naam likha tha usi din se tujhay apna bana dalaaaaaaaaaa... Ke jadoo charh gaya hai ke jadoo charh gaya hai tu mujh ko lar gaya hai meri jaanaaaaaaaa... Bohot bechain rehta hoon tumhare bin nahi sota mere jeevan main aane se tumhen kuch bhi nahi hota Bohot bechain rehta hoon tumhare bin nahi sota mere jeevan main aane se tumhen kuch bhi nahi hota Tumhen kuch bhi nahi hota tumhen lejayega aik din yeh deewana... Ke jadoo charh gaya hai ke jadoo charh gaya hai tu mujh ko lar gaya hai meri jaanaaaaaaaa... Khoon ke laal panno par jab tera naam likha tha usi din se tujhay apna bana dalaaaaaaaaaa... Ke jadoo charh gaya hai ke jadoo charh gaya hai tu mujh ko lar gaya hai meri jaanaaaaaaaa... Ke jadoo charh gaya hai ke jadoo charh gaya hai tu mujh ko lar gaya hai meri jaanaaaaaaaa... Ke jadoo charh gaya hai ke jadoo charh gaya hai tu mujh ko lar gaya hai meri jaanaaaaaaaa...

Sajjad Ali の他の曲

Sajjad Ali →

関連歌詞