Lahu Munh Lag Gaya
TL

Lahu Munh Lag Gaya 歌詞

ジャンルPop
時間5:29
原文言語TL
閲覧数3.6K
Aa表示設定
文字サイズ 18

原文歌詞

TL
翻訳はまだありません。原文を表示しています。
Aye Ji re Ude ude mann ude Par lage tere sang jude Mann ude, pag badhe Teri ore badhe Jag chhod badhe Aye Lahu munh lag gaya Lahu munh lag gaya Soya tha nas nas mein ab yeh jag gaya Aye Lahu munh lag gaya Labon ke chhoone se Khwaabon ke kone se Labon ke chhoone se Khwaabon ke kone se Bach ke sab se, lab se lab Yeh lag se lag gaya Aye Lahu munh lag gaya Aye Lahu munh lag gaya Aye Lahu munh lag gaya Lag gaya Bhatak rahi hai aag yeh Malang ang ang ang Le le le Atak gayi hai saans uske Sang, sang, sang, sang Le le le Kal kal behta tha, chhal chhal rehta tha Taan leke jaane kab gaya Lab se lab yeh lab lab se Lahu munh lag gaya Aye Lahu munh lag gaya Lahu munh lag gaya Soya tha nas nas mein ab yeh jag gaya Aye Lahu munh lag gaya Labon ke chhoone se Khwaabon ke kone se Labon ke chhoone se Khwaabon ke kone se Lab se lab yeh lab lab se Lahu munh lag gaya Hey Lahu munh lag gaya Aye Lahu munh lag gaya Aye Lahu munh lag gaya

Shail Hada の他の曲

Shail Hada →

関連歌詞