Leke pehla pehla pyaar
SQ

Leke pehla pehla pyaar 歌詞

ジャンルClassico
時間4:16
原文言語SQ
閲覧数518
Aa表示設定
文字サイズ 18

原文歌詞

SQ
翻訳はまだありません。原文を表示しています。
Leke pehla pehla pyaar, bharke aankho mein khumaar Jaadu nagari se aaya hai koyi jaadugar Leke pehla pehla pyaar... Uski diwaani haay kahu kaise ho gayi Jaadugar chala gaya main to yaha kho gayi Naina jaise huwe chaar, gaya dil ka qaraar Jaadu nagari se aaya hai koyi jaadugar Leke pehla pehla pyaar... Tumne to dekha hoga usko sitaaro Aao zara mere sang milke pukaaro Dono hoke beqaraar, dhhundhhe tujhko mera pyaar Jaadu nagari se aaya hai koyi jaadugar Leke pehla pehla pyaar... Jab se lagaaya tere pyaar ka kaajal Kaali kaali birha ki ratiya hain bekal Aaja man ke shringaar, kare bindiya pukaar Jaadu nagari se aaya hai koyi jaadugar Leke pehla pehla pyaar... Mukhde pe daale huwe zulfo ki badli Chali balkhaati kaha ruk jaa oh pagli Naino waali tere dwaar, leke sapane hazaar Jaadu nagari se aaya hai koyi jaadugar Leke pehla pehla pyaar... Chaahe koyi chamke ji chaahe koyi barse Bachna hai mushkil piya jaadugar se Dega aisa mantar maar, aakhir hogi teri haar Jaadu nagari se aaya hai koyi jaadugar Leke pehla pehla pyaar... Sun sun baatein teri gori muskaayi re Aayi aayi dekho dekho aayi hasi aayi re Khele hontho pe bahaar, nikla gusse se bhi pyaar Jaadu nagari se aaya hai koyi jaadugar Leke pehla pehla pyaar...

Shamshad Begum の他の曲

Shamshad Begum →

関連歌詞