Aaj kal Zindagi
HA

Aaj kal Zindagi 歌詞

ジャンルWorld Music
時間3:55
原文言語HA
閲覧数346
Aa表示設定
文字サイズ 18

原文歌詞

HA
翻訳はまだありません。原文を表示しています。
Aaj kal zindagi Mujhse hai keh rahi Tu jo meri maane toh chal deewane Sapnon ki rahoon mein tu Saari khusboon ko Saari roshni ko le le in bahoon mein tu Ab hai tu jahaan Din raat saare naye hai Arzoo jawaan Jazbaat saare naye hai Naye rastein hai tere vaaste Toh rahe kyun panahoon mein tu Ohhoo tere liye Nayi hai zameen naya aasmaan Likh de hawaaon mein koi nayi dastaan.. Tere liye Nayi hai zameen naya aasmaan Likh de hawaaon mein koi nayi dastaan.. Zindagi ne (zindagi ne) Dastak di toh (dastak di toh) Dil ki sab khidkiyaan… khul gayi Haan khul gayi Hotoon pe jo (hotoon pe jo) Jami thi woh (jami thi woh) Saari khamoshiyaan ghul gayi Haan ghul gayi Kitne lamhoon ne Mujhko ho jaise hairaan kiya Kitni batoon ne Dil ko aake hai chuu liya Chahatein kayi Hai dil mein ab jagmagaye Rahatein kayi Hai mujhse kehne ko aayi Pehchaan saari muskaane Saari bhar le nigaahon mein tu Ohhoo tere liye Nayi hai zameen naya aasmaan Likh de hawaaon mein koi nayi dastaan.. Tere liye Nayi hai zameen naya aasmaan Likh de hawaaon mein koi nayi dastaan..

Shankar Mahadevan の他の曲

Shankar Mahadevan →

関連歌詞