Yeh Aaina
ヒンディー語

Yeh Aaina 歌詞

ジャンルAlternativo Indie
時間5:34
原文言語ヒンディー語
閲覧数44
Aa表示設定
文字サイズ 18

原文歌詞

HI
翻訳はまだありません。原文を表示しています。
yeh aaina hai ya tu hai jo roz mujhko sanwaare itna lagi sochne kyun main aajkal tere baare tu jheel khamoshiyon ki lafzon ki main toh lehar hoon ehsaas ki tu hai duniya chhota sa main ek shehar hoon yeh aaina hai ya tu hai jo roz mujhko sanwaare khud se hai agar tu bekhabar bekhabar rakh loon main tera khayal kya chupke chupke tu nazar mein utar sapno mein loon main sambhaal kya sapno mein loon main sambhaal kya main daud ke paas aaun tu neend mein jo pukaare main ret hoon tu hai dariya baithi hoon tere kinaare yeh aaina hai ya tu hai jo roz mujhko sanwaare tanha hai agar tera safar humsafar tanhaai ka main jawaab hoon hoga mera bhi asar tu agar padh le main teri kitaab hoon padh le main teri kitaab hoon seene pe mujhko sajaa ke jo raat saari guzaare toh main savere se keh doon mere shehar tu na aa re yeh aaina hai ya tu hai jo roz mujhko sanwaare

Shreya Ghoshal の他の曲

Shreya Ghoshal →

関連歌詞