Jal Jal Ke Dhuan
ヒンディー語

Jal Jal Ke Dhuan 歌詞

ジャンルPop
時間5:26
原文言語ヒンディー語
閲覧数69
Aa表示設定
文字サイズ 18

原文歌詞

HI
翻訳はまだありません。原文を表示しています。
jal jal ke dhunaa ho rahe ham nas nas mein nasha bheega hain man jismo ki dabi aarzoo hain mar jaaye teri baahon mein ham jal jal ke dhunaa ho rahe ham nas nas mein nasha bheega hain man jismo ki dabi aarzoo hain mar jaaye teri baahon mein ham ho ho ho baaho mein ham aaj raat ko hosh ki hain zaroorat kahan aaj sharm se koi keh de na paaye yahan aaj raat ko hosh ki hain jaroorat kahan aaj sharam se koi keh de na paaye yahan chhune se tere o jaaneman hota hain junoon deewanapan nasha jal jal ke dhuan ho rahe ham nas nas mein nasha bheega hain man jismo ki dabi aarzoo hain mar jaaye teri baahon mein ham yeh is kadar mil gaye hain hamare badan yeh bhi nahi hai pata kaun tum kaun ham yeh is kadar mil gaye hain hamare badan yeh bhi nahi hai pata kaun tum kaun ham ehsaas paseene se hain nam sholo se chalakti hain shabnam zara jal jal ke dhuan ho rahe ham nas nas mein nasha bheega hain man jismo ki dabi aarzoo hain mar jaaye teri baahon mein ham jal jal ke dhuan ho rahe ham nas nas mein nasha bheega hain man jismo ki dabi aarzoo hain mar jaaye teri baahon mein ham ho ho ho baaho mein ham

Sonu Nigam の他の曲

Sonu Nigam →

関連歌詞