Saaki Saaki (feat. Sunidhi Chauhan)
ヒンディー語

Saaki Saaki (feat. Sunidhi Chauhan) 歌詞

ジャンルFolk
原文言語ヒンディー語
閲覧数64
Aa表示設定
文字サイズ 18

原文歌詞

HI
翻訳はまだありません。原文を表示しています。
saaki se mohabbat hoti hai har roz shikaayat hoti hai pine ko mere, pina naa kaho yunhi toh ibaadat hoti hai woh sharaabi kya sharaabi jo nashe mein naa rahe haan aan woh sharaabi kya sharaabi jo nashe mein naa rahe woh sharaabi kya sharaabi aise jo tauba kare woh sharaabi kya sharaabi dil mein jiske gam naa ho loot gaya samjho sharaabi paas jiske hum naa ho o saaki saaki re saaki saaki aa paas aa rahe naa jaaye koi khwahish baaki o saaki saaki re saaki saaki aa paas aa rahe naa jaaye koi khwahish baaki woh sharaabi kya sharaabi jo nashe mein naa rahe woh sharaabi kya sharaabi aise jo tauba kare woh sharaabi kya sharaabi dil mein jiske gam naa ho loot gaya samjho sharaabi paas jiske hum naa ho o saaki saaki re saaki saaki aa paas aa rahe naa jaaye koi khwahish baaki o saaki saaki re saaki saaki aa paas aa rahe naa jaaye koi khwahish baaki ishq ki galiyon mein naa jana ishq bada badnaam hai ishq toh mera khuda hai aashiq mera naam hai ho ishq ki galiyon mein naa jana ishq bada badnaam hai ishq toh mera khuda hai aashiq mera naam hai aashiqui ke har qadam pe roz qatl-e-aam hai hai, aashiqui mein jaan lootana aashiqon ke kaam hai o saaki saaki re saaki saaki aa paas aa rahe naa jaaye koi khwahish baaki o saaki saaki re saaki saaki aa paas aa rahe naa jaaye koi khwahish baaki maikade mein aane waale maikashi toh seekh le humpe hasne waale pehle tu hasi ko seekh le ye ye ho maikade mein aane waale maikashi toh seekh le humpe hasne waale pehle tu hasi ko seekh le har khushi hai dur tujhse gam tere nazdeek hai hai, tere deewane ki haalat bin tere bhi thik hai o saaki saaki (saaki saaki) aa paas aa rah naa jaaye koi khwahish baaki o saaki saaki re saaki saaki aa paas aa rahe naa jaaye koi khwahish baaki o saaki saaki re saaki saaki aa paas aa rahe naa jaaye koi khwahish baaki

Sukhwinder Singh の他の曲

Sukhwinder Singh →

関連歌詞