Aaja Ve Saajan
ET

Aaja Ve Saajan 歌詞

ジャンルAlternativo Indie
時間4:18
原文言語ET
閲覧数600
Aa表示設定
文字サイズ 18

原文歌詞

ET
翻訳はまだありません。原文を表示しています。
Aaja Ve Saajan Aaja Ve Saajan Aaja Ve Saajan Aaja Ve Saajan Nayan Bichaaye Teri Raahon Par Saathi Saki Sab Raha Thake Hain Dhoond Rahi Hai Tujhe Sab Ki Nazar Aaja Ve Saajan Aaja Ve Saajan Aaja Ve Saajan Aaja Ve Saajan Taaro Se Teri Mang Sajegi Meri Behna Dulhan Banegi Mujhko Pata Hai Woh Aayega Teri Doli Le Jaaegya Aaja Ve Saajan Aaja Ve Saajan Aaja Ve Saajan Aaja Ve Saajan Pheeka Na Pad Jaaye Mehndi Ka Rang Itni Kahin Der Ho Jaaye Na Jis Pyaar Pe Hum Ko Yakin Hai Us Pyaar Ki Haar Ho Jaaye Na Aaja Ve Saajan Aaja Ve Saajan Aaja Ve Saajan Aaja Ve Saajan Nayan Bichaaye Teri Raahon Par Saathi Saki Sab Raha Thake Hain Dhoond Rahi Hai Tujhe Sab Ki Nazar Aaja Ve Saajan Aaja Ve Saajan Aaja Ve Saajan Aaja Ve Saajan

Sunidhi Chauhan の他の曲

Sunidhi Chauhan →

関連歌詞