Dil Yeh Behalta Nahin Hai
MS

Dil Yeh Behalta Nahin Hai 歌詞

ジャンルAlternativo Indie
時間4:48
原文言語MS
閲覧数495
Aa表示設定
文字サイズ 18

原文歌詞

MS
翻訳はまだありません。原文を表示しています。
Dil yeh bahalta nahin hai Jab tak na dekhoon tujhe Har pal karoon intezaar Kyon ho gaya mujhko pyaar Deewana ho gaya dil Deewana ho gaya dil Karoon kya Kuch to bata jaan-e-jaan Dil yeh bahalta nahin hai Jab tak na dekhoon tujhe Har pal karoon intezaar Kyon ho gaya mujhko pyaar Deewana ho gaya dil Deewana ho gaya dil Karoon kya Kuch to bata jaan-e-jaan Pehle bhi hum tum mile the Par aisi haalat na thi Pehle bhi bechain tha dil Aise qayamat na thi Khud ko na rok paoon Bas tere paas aoon Ke dil pe zor chalta nahin Dil yeh bahalta nahin hai Jab tak na dekhoon tujhe Har pal karoon intezaar Kyon ho gaya mujhko pyaar Deewana ho gaya dil Deewana ho gaya dil Karoon kya Kuch to bata jaan-e-jaan Duniya lage hai nayi si Chaahat puraani lage Main hi nahin hoon deewana Tu bhi deewani lage Tune jo naam kaha hai Maine woh sun liya hai Tumhaara dil sambhalta nahin Dil yeh bahalta nahin hai Jab tak na dekhoon tujhe Har pal karoon intezaar Kyon ho gaya mujhko pyaar Deewana ho gaya dil Deewana ho gaya dil Karoon kya Kuch to bata jaan-e-jaan

Sunidhi Chauhan の他の曲

Sunidhi Chauhan →

関連歌詞