Saiyya Saiyye Saiyyoni
TL

Saiyya Saiyye Saiyyoni 歌詞

ジャンルAlternativo Indie
時間5:00
原文言語TL
閲覧数258
Aa表示設定
文字サイズ 18

原文歌詞

TL
翻訳はまだありません。原文を表示しています。
saiyaa... saiyoni... (sama phool khusbu kiran chand taare aaj ki raat sab ho gaye hain humare ) - 2 yeh dilkash rawani yeh masti ka aalam tumhare liye hi jawan hain yeh saare saiyya saaiyye saiyyoni - 4 saiyyaa tumse ek wada hain, ek wada tumse hain pyar dil ko mere bahut jyada tumse hain tumare mohabbat se mehke hue hain humari nazar ke yeh saare nazare saayya saaye sayyoni - 4 ek pal ke liye tum dur jana nahi bin tumhare yeh mera dil na lagega kahin mujhe jindagi ab meri hain jeeni hamesh hamesha tumhare sahare saayya saaye sayyoni - 10

Sunidhi Chauhan の他の曲

Sunidhi Chauhan →

関連歌詞