Maa
FI

Maa 歌詞

ジャンルPop
時間5:09
原文言語FI
閲覧数25.5K
Aa表示設定
文字サイズ 18

原文歌詞

FI
翻訳はまだありません。原文を表示しています。
Main Kabhi Batlata Nahin Par Andhere Se Darta Hoon Main Maa Yun To Main,Dikhlata Nahin Teri Parwaah Karta Hoon Main Maa Tujhe Sab Hain Pata, Hain Na Maa Tujhe Sab Hain Pata,,Meri Maa Bheed Mein Yun Na Chodo Mujhe Ghar Laut Ke Bhi Aa Naa Paoon Maa Bhej Na Itna Door Mujkko Tu Yaad Bhi Tujhko Aa Naa Paoon Maa Kya Itna Bura Hoon Main Maa Kya Itna Bura Meri Maa Jab Bhi Kabhi Papa Mujhe Jo Zor Se Jhoola Jhulate Hain Maa Meri Nazar Dhoondhe Tujhe Sochu Yahi Tu Aa Ke Thaamegi Maa Unse Main Yeh Kehta Nahin Par Main Seham Jaata Hoon Maa Chehre Pe Aana Deta Nahin Dil Hi Dil Mein Ghabraata Hoon Maa Tujhe Sab Hai Pata Hai Naa Maa Tujhe Sab Hai Pata Meri Maa Main Kabhi Batlata Nahin Par Andhere Se Darta Hoon Main Maa Yun To Main,Dikhlata Nahin Teri Parwaah Karta Hoon Main Maa Tujhe Sab Hain Pata, Hain Na Maa Tujhe Sab Hain Pata,,Meri Maa

Taare Zameen Par の他の曲

Taare Zameen Par →

関連歌詞