Caminho Das Índias - Nagada Nagada
SQ

Caminho Das Índias - Nagada Nagada 歌詞

ジャンルHip Hop Rap
時間3:51
原文言語SQ
閲覧数1.5K
Aa表示設定
文字サイズ 18

原文歌詞

SQ
翻訳はまだありません。原文を表示しています。
Part. Javed Ali Ho oye hye oye Rang puredi rang rangili Ladki chail chapili Usde chan chal nain kadaa Are chan chan nain katar usda Roop bana hatiyar Uske roop se katal huye tho Charcha shuro hua Nagada nagada nagada baja Nagada nagada nagada baja Oooo Rang puredi rang rangili Chail Chabile nar Chan chal nain katar di Usda roop tez talwar Uske roop se katal huye tho Charcha shuro hua heeeyyyyyyyyyyy... Nagada nagada nagada baja Nagada nagada nagada baja hhoooyyyeee Hai hai hai Jab bhi woh ladki, kidki pe aaye Koi usko dhek mare, Koi bin dheke mar jaye Aare guzre gali mohalle se Tho mela sa lag jatha tha har ek aashiq id manata bhangda gatha tha katam na hota deewano ke Jalse shuro hua heeeyyyyyyyyyyy... Nagada nagada nagada baja Nagada nagada nagada baja Aare bachpan se uska Ek deewana tha Jiska kaam gali ke aashiq pare hatana tha Dil se jisko maan raha tha Apne dil ki rani woh Aur kisi pe hi yaaro marti thi marjani woh Ek kahani khatam tho duja kissa shuro hua Nagada nagada nagada baja Nagada nagada nagada baja Oooo Rang puredi rang rangili Chail Chabile nar Chan chal nain katar da Uska roop tez talwar Uske roop se katal huye tho Charcha shuro hua Nagada nagada nagada baja Nagada nagada nagada baja -4 hoooyyyyeee

Temas de Novelas の他の曲

Temas de Novelas →

関連歌詞