Madari Ka Bandar (feat. Anuj Garg)
TL

Madari Ka Bandar (feat. Anuj Garg) 歌詞

ジャンルWorld Music
時間4:11
原文言語TL
閲覧数62
Aa表示設定
文字サイズ 18

原文歌詞

TL
翻訳はまだありません。原文を表示しています。
Banke madari ka bandar Dugdugi pe nache sikandar Banke madari ka bandar Dugdugi pe nachhe sikandar Khan khan khanke ginti ke sikke Saanso ki taksaal mein Moh-maya ne uljhaya is farebi jaal mein Khare paani mein dhundho Meetha samandar, arre Banke madari ka bandar Dugdugi pe nacche sikandar Banke madari ka bandar Dugdugi pe nacche sikandar Keemat lagegi thaat-baat ki Ek baar chadhni hai haanddi ye kaath ki Kaisa kartab hai? jaane kya kaab hai Ungli pe jhoole nathuni ghaat-ghaat ki Chadha hai jo suroor ye Marghaat ke jamghaat mein Pal me utar jaayegaa Dil ka hai jab wo kalandar Dugdugi pe nacche sikandar Banke madari ka bandar Dugdugi pe nacche sikandar Shaheb ko zindagi ne jhatka diya Languti se bandha aur latka diya Shaheb ko zindagi ne jhatka diya Languti se bandha aur latka diya Machega aisa hullad bachega thok na footkar Lutegi bairi banke khada na ho tu tanke Are hasle pagle thoda sa kya rakha rone mein Lattu ghoome jantar-mantar jaado-tone mein Do gaj zameen puche kitne sawal hai Do gaj zameen puche kitne sawal hai Banke madaari ka bandar Dug dugi pe nachhe sikandar Baanke madaari ka bandar Dug dugi pe nachhe sikandar Khan khan khanke ginti ke sikke Saanso ki takk saal mein Moh maya ne uljhaya is farebi jaal mein Khare paani mein dhundho Meetha samandar, arre Banke madari ka bandar Dug dugi pe nacche sikandar Banke madari ka bandar Dug dugi pee nachhe sikandar...

Tochi Raina の他の曲

Tochi Raina →

関連歌詞