Gori Tera Gaon Bada Pyara
SR

Gori Tera Gaon Bada Pyara 歌詞

ジャンルClassico
時間5:19
原文言語SR
閲覧数452
Aa表示設定
文字サイズ 18

原文歌詞

SR
翻訳はまだありません。原文を表示しています。
Gori Tera Gaon Bada Pyara Maein To Gaya Maara, Aake Yahan Re Us Par Roop Tera Saada Chandrama Jyon Aadha, Aadha Jawaan Re Gori Tera Gaon... Ji Karta Hai Mor Ke Paon Mein Payaliya Pehna Doon Kuhu Kuhu Gaati Koyaliya Ko Phoolon Ka Gehna Doon Yahin Ghar Apna Banane Ko Panchi Kare Dekho Tinke Jama Re, Tinke Jama Re Gori Tera Gaon... Rang Birange Phool Khile Hain Log Bhi Phoolon Jaise Aa Jaye Ek Baar Yahan Jo Jayega Phir Kaise Jhar Jhar Jharte Hue Jharne, Man Ko Lage Harne Aisa Kahan Re, Aisa Kahan Re Gori Tera Gaon... Pardesi Anjaan Ko Aise Koi Nahin Apnaata Tum Logon Se Jud Gaya Jaise Janam Janam Ka Naata Apni Dhun Mein Magan Dole Log Yahan Bole Dil Ki Zuban Re, Dil Ke Zuban Re Gori Tera Gaon Bada...

Udit Narayan and Lata Mangeshkar の他の曲

Udit Narayan and Lata Mangeshkar →

関連歌詞