Phoolon Sa Chehra Tera
インドネシア語

Phoolon Sa Chehra Tera 歌詞

ジャンルAlternativo Indie
時間5:30
原文言語インドネシア語
閲覧数828
Aa表示設定
文字サイズ 18

原文歌詞

ID
翻訳はまだありません。原文を表示しています。
(Phoolon sa chehra tera kaliyon si muskan hai - 2 rang tera dekhake rup tera dekhake kudarat bhi hairan hai - 2 ) - 2 rang tera dekhake rup tera dekhake kudarat bhi hairan hai hirani ke jaisi ankhe hai teri bulbul ke jaisi teri chal hai - 2 mathepe tere suraj ki lali resham ke jaisa tera baal hai chand sitaro mein ek hazaron mein tera yaha koi jawab nahi hai shokh baharon mein mehke najaron mein bag mein bhi aisa gulab nahi hai khushiyon mein tu hai pali har gum se anjan hai - 2 rang tera dekhake rup tera dekhake kudarat bhi hairan hai - 2 sare jahame faila ujala dharati pe aayi chamak chandani - 2 hoton pe tere giton ki mala sason me teri khuli ragini band bajaunga zoom ke gaunga byah tera hoga barat sajegi sajani sajan honge log magan honge meri duaon se o raat sajegi lambi ho teri umar hum sab ka araman hai - 2 rang tera dekhake rup tera dekhake kudarat bhi hairan hai - 2 (Phoolon sa chehra tera kaliyon si muskaan hai - 2 rang tera dekhake rup tera dekhake kudarat bhi hairan hai - 2 ) - 2 rang tera dekhake rup tera dekhake kudarat bhi hairan hai

Udit Narayan の他の曲

Udit Narayan →

関連歌詞