Pehli Pehli Baar Jaaga
トルコ語

Pehli Pehli Baar Jaaga 歌詞

ジャンルWorld Music
時間4:32
原文言語トルコ語
閲覧数274
Aa表示設定
文字サイズ 18

原文歌詞

TR
翻訳はまだありません。原文を表示しています。
pehli pehli baar jaaga hain pehla pyar tere hi liye - 2 hain yahi dua tere mere pyar ko nahi lage nazar kisi ki rab se maangu aur kya nain jhuke hain yu sharam se kya kahu main kasam se kya kya armaan dil mein jage ki paaya hain jab se pyar tera dil ko lubha jaaye teri sharm ye bholapan thi kismat hamari sanam ki laakhon mein tumko paya hain ab yahi dua mere pyaar teri kushiyon ko na lage kabhi nazar gam ki bhi rab se maangu ... pyaar ka safar hain ye pyaara kar lo ye vaada le ke haathon mein haath mera chaloge mere sang yu hi sada ho dhoop ya chaya ho andhera ya ujaala ho khushi ka ya gam ka samaa ab tera ye daaman chhoote na hain yahi dua teri baahon mein jeena marna ho tere kadmon mein pehli pehli baar jaaga ...

Vinod Rathod の他の曲

Vinod Rathod →

関連歌詞