Har ek ghar mein diya
BR

Har ek ghar mein diya lyrics

GenreWorld Music
Duration6:02
Original languageBR
Views254
AaReading settings
Text size 18

Original lyrics

BR
Translation not available yet. Showing the original lyrics.
har ek ghar mein diyaa bhi jale, anaaj bhi ho -2 agar na ho kahin aisaa to ehatjaaj bhi ho -2 har ek ghar mein diyaa bhi jale, anaaj bhi ho hukumatoN ko badalnaa to kuchh muhaal nahin -2 hukumatein jo badaltaa hai vo samaaj bhi ho -2 agar na ho kahin aisaa to ehatjaaj bhi ho -2 har ek ghar mein diyaa bhi jale, anaaj bhi ho rahegi kab talak vaadoN mein qaid Khush-haali -2 har ek baar hi kal kyuN, kabhi to aaj bhi ho agar na ho kahin aisaa to ehatjaaj bhi ho har ek ghar mein diyaa bhi jale, anaaj bhi ho na karte shor sharaabaa to aur kyaa karte -2 tumhaare shahar mein kuchh aur kaam kaaj bhi ho -2 har ek ghar mein diyaa bhi jale, anaaj bhi ho agar na ho kahin aisaa to ehatjaaj bhi ho Tell A Friend

More from Jagjit Singh

Jagjit Singh →

Related lyrics