Raatein
TL

Raatein lyrics

GenrePop
Duration4:41
Original languageTL
Views262
AaReading settings
Text size 18

Original lyrics

TL
Translation not available yet. Showing the original lyrics.
yaad hai woh saari woh saari baatein raaton mein din the din thi raatein toh phir yeh jeevan aisa na tha jaisa hamne socha toh kya yeh bandhan aisa tha kya jo kabhi toot na saka woh baatein baaki thi wohmuskurahat tumhari thi woh chahat bhara ehsaas labon pe baatein hamari thi anjane raston pe jab hum saath the doston ke sang bhi apane khwaab the toh kya yeh jeevan aaisa na tha jaisa hamne socha toh kya yeh bandhan aisa tha kya jo kabhi toot na saka woh baatein baaki thi wohmuskurahat tumhari thi woh chahat bhara ehsaas labon pe baatein hamari thi woh muskurahat woh chahat labonpe baatein hamari thi toh kya yeh jeevan aaisa na tha jaisa hamne socha toh kya yeh bandhan aisa tha kya jo kabhi toot na saka dekh ke tujhko yeh kya ho gaya

More from Jal

Jal →

Related lyrics