Dil Galti Kar Baitha Hai
Hindi

Dil Galti Kar Baitha Hai lyrics

AlbumDil Galti Kar Baitha Hai
Year2021
GenreAlternativo Indie
Duration5:01
Original languageHindi
Views495
AaReading settings
Text size 18

Original lyrics

HI
Translation not available yet. Showing the original lyrics.
yeh humne soch rakha tha mohabbat na karenge hum kisi ko dil nahi denge kisi pe na marenge hum yeh humne soch rakha tha mohabbat na karenge hum kisi ko dil nahi denge kisi pe na marenge hum tumhari mast aankhon ne yeh kaisa haal kar daala ke yeh dil cheez kya hai maang lo toh jaan denge hum palat ke ishq ki galiyon se jaana hai bada mushkil dil galti kar baitha hai galti kar baitha hai dil dil galti kar baitha hai galti kar baitha hai dil dil galti kar baitha ab bol humara kya hoga bol humara humara, bol humara humara bol humara oh yaara bol humara kya hoga khamoshiyan sunte kab tak rahenge hum mauka hai hothon se aaj kuch toh kaho badi mukhtsar si hai yeh zindagi yaara zara paas aa jao sochte na raho tum apna lo ya thukra do tumhein haq faisle ka hai humein kya poochhte ho tum hamare hath mein kya hai ke hum to kar chuke jaana tumhein har saans mein shaamil dil galti kar baitha hai galti kar baitha hai dil dil galti kar baitha hai galti kar baitha hai dil dil galti kar baitha ab bol humara kya hoga bol humara humara, bol humara humara bol humara oh yaara bol humara kya hoga dil galti kar baitha hai galti kar baitha hai dil aaha! aaha! ke pehle pehle ho gayi humse deedar ki galti dobara kar gaye hum beirada pyaar ki galti humein zid thi tumhare ishq mein hum qatl ho jayein ke tum pe mar mita yeh dil aakhiri baar ki galti yahan aashiq koyi hum sa kahan tum sa koyi kaatil dil galti kar baitha hai galti kar baitha hai dil dil galti kar baitha hai galti kar baitha hai dil dil galti kar baitha ab bol humara kya hoga bol humara aaha humara bol humara aaha humara bol humara aaha oh yaara bol humara kya hoga dil galti kar baitha hai galti kar baitha hai dil dil galti kar baitha hai galti kar baitha hai dil dil galti kar baitha haaye

More from Jubin Nautiyal

Jubin Nautiyal →

Related lyrics