Kiston
Hindi

Kiston lyrics

GenreAlternativo Indie
Duration2:02
Original languageHindi
Views69
AaReading settings
Text size 18

Original lyrics

HI
Translation not available yet. Showing the original lyrics.
chhup chhup ke dilbar ka deedar kar aye dil tu aahista izhaar kar saara ka saara na karna abhi se aasaan kiston mein tu pyaar kar chhup chhup ke dilbar ka deedar kar aye dil tu aahista izhaar kar pagle saara ka saara na karna abhi se aasaan kiston mein tu pyaar kar pehle nibha ke dekhi hai tune mehangi mohabbat vilayati pad jaaye jisme lene ka dena ghaate ka sauda nihayati karna agar hi hai to pyaar kar le sasta sa desi kifayati pehle tu jitna laparwah tha utna sambhal ke hi iss baar kar pagle saara ka saara na karna abhi se aasaan kiston mein tu pyaar kar

More from Jubin Nautiyal

Jubin Nautiyal →

Related lyrics