Ghost Story
MS

Ghost Story lyrics

GenreEletronica
Duration5:17
Original languageMS
Views331
AaReading settings
Text size 18

Original lyrics

MS
Translation not available yet. Showing the original lyrics.
Ehsaan zindagi ne Dikhaye na phir kabhi, Ehsaan zindagi ne dikhaye na phir kabhi, Woh laut kar, nigah mein Aaye na phir kabhi, Aik bar kya hansay the ke ji bhar ke ro liye, Aik bar kya hansay the ke ji bhar ke ro liye, Aankhon se hum ne ye ashq, Bahaye na phir kabhi, Ab ke sawan mein ghata ban ke giray hain ansun, Ab ke sawan mein ghata ban ke giray hain ansun, Mudatton baad bohot khil ke hansein hein ansu, Ab ke sawan mein ghata ban ke giray hain ansun, Teray anay ki khushi mein yeh charaghan kaisa, Teray anay ki khushi mein yeh charaghan kaisa, Khushk palkon pe sare sham chalay hein ansu, Khushk palkon pe sare sham chalay hein ansu, Ab ke sawan mein ghata ban ke giray hain ansun, Ehsaan zindagi ne Dikhaye na phir kabhi...

More from Karsh Kale

Karsh Kale →

Related lyrics