Chalo Chale Mitwa
Italian

Chalo Chale Mitwa lyrics

GenreAlternativo Indie
Duration6:32
Original languageItalian
Views524
AaReading settings
Text size 18

Original lyrics

IT
Translation not available yet. Showing the original lyrics.
--MALE-- (Chalo chale mitwa in oonchi neechi raahon mein Teri pyaari pyaari baahon mein kahin hum kho jaaye Kabhi neend se jaage hum, kabhi phir so jaaye) - 2 --FEMALE-- Laaj ki rekha main paar kar aayi Kuch bhi kahe ab koi main to pyaar kar aayi Yeh abhi nahin hoga, to kabhi nahin hoga Aa mere sajan, kar le milan Kaant khaayega haaye haaye yeh prem bichhua --MALE-- Chalo chale mitwa in oonchi neechi raahon mein Teri pyaari pyaari baahon mein kahin hum kho jaaye Kabhi neend se jaage hum, kabhi phir so jaaye Aa tujhe apni palkon pe main bithaake le chalta hoon Chal tujhe saari duniya se main chhupaake le chalta hoon --FEMALE-- Main tere peechhe hoon, paaon ke neeche hoon Nain bhi meeche hoon, sun o saiyyaan le le baiyyaan --MALE-- Yeh abhi nahin hoga, to kabhi nahin hoga --FEMALE-- Aa mere sajan, kar le milan Kaant khaayega haaye haaye yeh prem bichhua --MALE-- Chalo chale mitwa in oonchi neechi raahon mein Teri pyaari pyaari baahon mein kahin hum kho jaaye --FEMALE-- Kabhi neend se jaage hum, kabhi phir so jaaye Aag dil mein lag jaati hai, neend ab kisko aati hai --MALE-- Neend aane se pehle hi yaad teri aa jaati hai --FEMALE-- Chaand deepak baati, sab hamaari saathi Pyaar ke baaraati kal parson se nahin barson se --MALE-- Yeh abhi nahin hoga, to kabhi nahin hoga --FEMALE-- Aa mere sajan, kar le milan Kaant khaayega haaye haaye yeh prem bichhua --MALE-- Chalo chale mitwa in oonchi neechi raahon mein Teri pyaari pyaari baahon mein kahin hum kho jaaye Kabhi neend se jaage hum, kabhi phir so jaaye --FEMALE-- Laaj ki rekha main paar kar aayi Kuch bhi kahe ab koi main to pyaar kar aayi Yeh abhi nahin hoga, to kabhi nahin hoga Aa mere sajan, kar le milan Kaant khaayega haaye haaye yeh prem bichhua --MALE-- Chalo chale mitwa in oonchi neechi raahon mein Teri pyaari pyaari baahon mein kahin hum --FEMALE-- Kho jaaye --MALE-- Kabhi neend se jaage hum, kabhi phir --FEMALE-- So jaaye --MALE-- Oh ho oh oh oh oh oh oh, oh ho oh oh oh oh --FEMALE-- Oh ho oh oh oh oh oh oh, oh ho

More from Kavita Krishnamurthy

Kavita Krishnamurthy →

Related lyrics