Jaana Hain Jaana Hain (Female)
FI

Jaana Hain Jaana Hain (Female) lyrics

GenreAlternativo Indie
Duration6:28
Original languageFI
Views231
AaReading settings
Text size 18

Original lyrics

FI
Translation not available yet. Showing the original lyrics.
jaana hain jaana hain chalte hi jaana hain na koi apna hain na koi thikana hain sab raastein naraaz hain manzil ki aahato se raahi begaana hain jaana hain jaana hain chalte hi jaana hain sab raastein naraaz hain manzil ki aahato se raahi begaana hain jaana hain jaana hain chalte hi jaana hain har jagah rehtey hain saaye afsaano ke apno se lagte hain chehre anjano ke aake sehrao mein guchhe khil jaate hain ajnabi modo pe apna mil jaata hain rup is jeevan ka kisne pehchana hain jaana hain jaana hain chalte hi jaana hain rang koi jaane na lamho ke mausam ka ek pal khushiyo ka dusra pal gam ka kar yakeen kar le yakeen socha na tu kalki aaj ki parwah kar soch na tu kal ki is gali se nikle phir wahi aana hain jaana hain jaana hain chalte hi jaana hain na koi apna hain na koi thikana hain sab raaste naraaz hain manzil ki aahato se raahi begaana hain jaana hain jaana hain chalte hi jaana hain

More from Kavita Krishnamurthy

Kavita Krishnamurthy →

Related lyrics