Kaisa Yeh Pyaar Hai
TL

Kaisa Yeh Pyaar Hai lyrics

GenreAlternativo Indie
Duration5:03
Original languageTL
Views609
AaReading settings
Text size 18

Original lyrics

TL
Translation not available yet. Showing the original lyrics.
--male-- (jab kisi ko kisi se mohabbat hoti hai Yeh naa poochho sanam kaisi haalat hoti hai) - 2 Naa subhaa ka pataa, naa khabar shyaam ki Kya kisi se kahe, jaane jaan Kaisa yeh pyaar hai, yeh kaisa pyaar hai --female-- Jab kisi ko kisi se mohabbat hoti hai Yeh naa poochho sanam kaisi haalat hoti hai Naa subhaa ka pataa, naa khabar shyaam ki Kya kisi se kahe, jaane jaan Kaisa yeh pyaar hai, yeh kaisa pyaar hai Jisne kiya hai, usko pataa Kaisa nashaa hai is dard ka --male-- Naa rok raahe, jaane vafaa Karne de mujhko tu yeh khataa Ab to mitaa faslaa --female-- Har ghadi bekhudi, har ghadi bebasi Kyoon sataane lagi dooriyan Kaisa yeh pyaar hai, yeh kaisa pyaar hai --male-- Jab kisi ko kisi se mohabbat hoti hai Yeh naa poochho sanam kaisi haalat hoti hai Chehraa yeh mere sanam Meri nazar mein chhane lagaa --female-- Kaise sambhaaloon isko bhalaa Seene se yeh dil jaane lagaa Chalta nahin bas mera --male-- Naa tujhe chain hai, naa mujhe hosh hai Dhadkanein ban gayi hai zubaan Kaisa yeh pyaar hai, yeh kaisa pyaar hai --female-- Jab kisi ko kisi se mohabbat hoti hai --male-- Yeh naa poochho sanam kaisi haalat hoti hai --both-- Naa subhaa ka pataa, naa khabar shyaam ki --male-- Kya kisi se kahe, jaane jaan Kaisa yeh pyaar hai --female-- Oh, hey --male-- Yeh kaisa pyaar hai --both-- Kaisa yeh pyaar hai, yeh kaisa pyaar hai

More from Kavita Krishnamurthy

Kavita Krishnamurthy →

Related lyrics