Kya Jaanoon Sajan
EO

Kya Jaanoon Sajan lyrics

GenreAlternativo Indie
Duration5:25
Original languageEO
Views229
AaReading settings
Text size 18

Original lyrics

EO
Translation not available yet. Showing the original lyrics.
Aa, aa (Kya jaanoon sajan hoti hai kya gham ki shaam Jal uthe sau diye jab liya tera naam) - 2 Kya jaanoon sajan (Jab se mili nazar maathe pe ban gaye Bindiya nayan tere, dekho sajna) - 2 Dhar li jo pyaar se meri kalaaiyaan Piya teri ungliyaan ho gayi kangna Kya jaanoon sajan hoti hai kya gham ki shaam Jal uthe sau diye jab liya tera naam Kya jaanoon sajan (Kaanton mein main khadi nainon ke dwaar pe Nis din bahaar ke dekhoon sapne) - 2 Chehre ki dhool kya chanda ki chaandni Utri to reh gayi mukh pe apni (Kya jaanoon sajan hoti hai kya gham ki shaam Jal uthe sau diye jab liya tera naam) - 2 Kya jaanoon sajan, hm hm hm hm

More from Kavita Krishnamurthy

Kavita Krishnamurthy →

Related lyrics