Yeh Galat Hai Toh Bataayo
Indonesian

Yeh Galat Hai Toh Bataayo lyrics

GenreAlternativo Indie
Duration6:17
Original languageIndonesian
Views234
AaReading settings
Text size 18

Original lyrics

ID
Translation not available yet. Showing the original lyrics.
yeh galat hai toh bataayo ki sadaakat kya hai - 2 (tum agar khud ho kayaamat toh kayaamat kya hai yeh galat hai toh bataayo ki sadaakat kya hai) - 2 apani ashahon ke samndar mein dubo sakti hoon - 2 dil mein uthate huwe sholo ki haqiqat kya hai - 2 tum agar khud ho kayaamat toh kayaamat kya hai yeh galat hai toh bataayo ki sadaakat kya hai aajamaane mein mujhe tumko kabaahat kya hai - 2 jaan main tumpe pe luta dungi, yeh daulat kya hai - 2 tum agar khud ho kayaamat toh kayaamat kya hai yeh galat hai toh bataayo ki sadaakat kya hai todna ho toh bahot sochke todo dil ko - 2 kya tumhe ilm nahi ??? ki ajmad kya hai - 2 tum agar khud ho kayaamat toh kayaamat kya hai yeh galat hai toh bataayo ki sadaakat kya hai dar-e-dil, ranj-o-alam, khuni jigar, didaayanam, dar-e-dil dar-e-dil, ranj-o-alam, khuni jigar, didaayanam dhundlo inmein jara maal-e-jalimat kya hai - 2 (tum agar khud ho kayaamat toh kayaamat kya hai yeh galat hai toh bataayo ki sadaakat kya hai) - 2 yeh galat hai toh bataayo ki sadaakat kya hai Tell A Friend

More from Kavita Krishnamurthy

Kavita Krishnamurthy →

Related lyrics