Yeh Jawaani Hadh Kar De
ET

Yeh Jawaani Hadh Kar De lyrics

GenreAlternativo Indie
Duration4:04
Original languageET
Views285
AaReading settings
Text size 18

Original lyrics

ET
Translation not available yet. Showing the original lyrics.
Tu ru ru ru, tu ru ru ru ru Tu ru ru ru ru tu ru ru) - 2 (Yeh jawaani hadh kar de Boodhe jawaan ko mast kar de) - 2 Koi na jaane kal kya ho Aane waala pal kya ho Le maza le zindagi ka zindagi ka zindagi ka Yeh jawaani hadh kar de Boodhe jawaan ko mast kar de Koi na jaane kal kya ho Aane waala pal kya ho Le maza le zindagi ka zindagi ka zindagi ka Oh, yeh jawaani hadh kar de Thandi sama, dil hai jawaan Saare yahan josh mein Kya raat hai, kya baat hai Koi nahin hosh mein Chhaaya hai kaisa nasha Le le zara le le maza maikashi ka Oh, yeh jawaani hadh kar de Boodhe jawaan ko mast kar de Koi na jaane kal kya ho Ho, aane waala pal kya ho Le maza le zindagi ka zindagi ka zindagi ka Yeh jawaani hadh kar de Kaatil bhi hai, aashiq bhi hai Aate hain saare yahan Kis dil mein hai kya kya chhupa Kisko pata meri jaan Aaja mere paas aa Le le zara le le maza aashiqui ka Oh, yeh jawaani hadh kar de Boodhe jawaan ko mast kar de Yeh jawaani hadh kar de Boodhe jawaan ko mast kar de Koi na jaane kal kya ho Ho, aane waala pal kya ho Le maza le zindagi ka zindagi ka zindagi ka Yeh jawaani hadh kar de

More from Kavita Krishnamurthy

Kavita Krishnamurthy →

Related lyrics