Gurus Of Peace
인도네시아어

Gurus Of Peace 가사

장르Pop
길이4:58
원문 언어인도네시아어
조회수300
Aa읽기 설정
글자 크기 18

원문 가사

ID
번역이 아직 없습니다. 원문 가사를 표시합니다.
Chanda suraj laakhon taare hain jab tere hi yeh saare Kis baat par hothi hai phir thakraarein Keenchi hai lakkeere is jameen pe par na keencho dekho Beech mein do dilon ke yeh deewaarein Duniya mein kahin bhi, dard se koyi bhi… Duniya mein kahin bhi, dard se koyi bhi Thadpe to humko yahan pe Ehsaas uske zakhmon ka ho ke Apna bhi dil bhar bhar aaye roye aankhein What are u waiting for another day another talk, Somewhere we have to find a new way to peace What are you waiting for another sign another call, Somewhere we have to find a new way to peace!!! Doori kyon dilon mein rahe faasle kyon badhte rahe Pyaari hai zindagi hai pyaara jahaan Rishte badi mushkilon se bante hai yahaan pe lekin tootne ke liye bas ek hi lamha Ishq dava hai har ek dard ki Zanjeer ishq hai har ek rishte ki Ishq saari hadhon ko tod daale Ishq to duniya ko pal mein mita bhi de Ishq hai jo saare jahaan ko aman bhi de Ronaq ishq se hai saare aalam ki… Chanda suraj laakhon taare hain jab tere hi yeh saare Kis baat par hothi hai phir thakraarein Keenchi hai lakkeere is jameen pe par na keencho dekho Beech mein do dilon ke yeh deewaarein Duniya mein kahin bhi, dard se koyi bhi… Duniya mein kahin bhi, dard se koyi bhi Thadpe to humko yahan pe Ehsaas uske zakhmon ka ho ke Apna bhi dil bhar bhar aaye roye aankhein

A.R. Rahman의 다른 곡

A.R. Rahman →

관련 가사