Jaana Maine
ET

Jaana Maine 가사

장르Pop
길이3:43
원문 언어ET
조회수255
Aa읽기 설정
글자 크기 18

원문 가사

ET
번역이 아직 없습니다. 원문 가사를 표시합니다.
Jaana, tujhe jaana to jaana maine yeh Ae, log kyoon deewane ho jaate hain pyaar mein Jaana, tujhe jaana to jaana maine yeh Log kyoon deewane ho jaate hain pyaar mein Jaane, tujhe jaana to jaana maine yeh Dekh to nigaahon se Meri in nigaahon mein tera, bas tera ek naam likha hai Hey, milaake nazar dekho Dil mein utarkar dekho, chaahat ka meri paigaam likha hai Suna yeh fasaana to jaana maine yeh Ho, log kyoon deewane ho jaate hain pyaar mein Jaana, tujhe jaana to jaana maine yeh Haal raha aisa to Pyaar mein tumhaare mera rab jaane kya haal hoga Ho, jo bhi taqdeer hogi Ranjhe ki Heer hogi, sohni ka aashiq mahiwaal hoga Maana maine maana, aaj jaana maine yeh Ho, log kyoon deewane ho jaate hain pyaar mein Jaana, tujhe jaana to jaana maine yeh Oh, log kyoon deewane ho jaate hain pyaar mein

Abhijeet의 다른 곡

Abhijeet →

관련 가사