Pyar Ke Liye
인도네시아어

Pyar Ke Liye 가사

장르Pop
길이5:11
원문 언어인도네시아어
조회수7.1K
Aa읽기 설정
글자 크기 18

원문 가사

ID
번역이 아직 없습니다. 원문 가사를 표시합니다.
Pyar ke liye char pal kam nahee the kabhee tum nahee the, kabhee ham nahee the pyar ke hasin kab yeh mausam nahee the kabhee tum nahee the, kabhee ham nahee the yeh din barso ke bad aaya, kuchh tumhe kuchh hame yad aaya kasak phir yeh dil me uthee hai, honto peh bat aake rukee hai kabhee itne majbur toh ham nahee the pyar ke liye char pal kam nahee the pyar ke hasin kab yeh mausam nahee the kabhee tum nahee the kabhee ham nahee the aah aah aah aah aah agar tum yeh dil mang lete, janeman ham tumhe jan dete tumhe kaise ham bhul jate, marke bhee tum hame yad aate tumhe hai pata bewafa ham nahee the pyar ke liye char pal kam nahee the kabhee tum nahee the, kabhee ham nahee the pyar ke hasin kab yeh mausam nahee the kabhee tum nahee the, kabhee ham nahee the

Alka Yagnik의 다른 곡

Alka Yagnik →

관련 가사