Humdard
힌디어

Humdard 가사

장르Pop
길이4:19
원문 언어힌디어
조회수2.5K
Aa읽기 설정
글자 크기 18

원문 가사

HI
번역이 아직 없습니다. 원문 가사를 표시합니다.
Pal, do pal, ki hi kyun hai zindagi Iss, pyar, ko hai sadiyaan kaafi nahi Toh khuda se maang lun Mohalat main ik nayi Rehna hai bas yahaan Ab door tujhse jaana nahi Jo tu mera humdard hai Jo tu mera humdard hai Suhaana har dard hai Jo tu mera humdard hai Teri muskurahatein hain taaqat meri Mujhko inhi se ummeed mili Chaahe kare koi sitam ye jahaan Inme hi hai sadaa hifaazat meri Zindagani badi khoobsurat hui Jannat ab aur kya hogi kahin Jo tu mera humdard hai Jo tu mera humdard hai Suhaana har dard hai Jo tu mera humdard hai Teri dhadkano se hai zindagi meri Khwahishein teri ab duaaein meri Kitna anokha bandhan hai ye Teri meri jaan jo ek hui Lotunga yahaan tere paas main haan Waada hai mera mar bhi jaaun kahin Jo tu mera humdard hai Jo tu mera humdard hai Suhaana har dard hai Jo tu mera humdard hai Hmmm humdard hai Hmmm humdard hai Hmmm humdard hai Hmmm humdard hai

Arijit Singh의 다른 곡

Arijit Singh →

관련 가사